Meray Pass Tum Ho Lyrics in Hindi – Rahat Fateh Ali Khan

Mere Pass Tum Ho Lyrics in Hindi And English  – Rahat Fateh Ali Khan


Song Meray Pass Tum Ho

Singer Rahat Fateh Ali Khan

Writer Khalil Ur Rehman Qamar

Director Nadeem Qama

Label ARY Digital

Cast Humayun Saeed, Ayeza Khan, Hira Manil


मेरे पास तुम हो लिरिक्स हिंदी


भूल जाने का हुनर

मुझको सिखाते जाओ

जा रहे हो तो सभी नक़्श

मिटाते जाओ


चलो रस्मन ही सही

मुद के मुझे देख तो लो

तोड़ते तोड़ते तालुक़ को

निभाते जाओ


कभी कभी यह मुझे सताए

कभी कभी ये रुलाए


कभी कभी यह मुझे सताए

कभी कभी ये रुलाए


फ़क़त मेरे दिल से उतर जाइयेगा

फ़क़त मेरे दिल से उतर जाइयेगा

बिचारणा मुबारक बिचार जाइयेगा


कभी कभी यह मुझे सताए

कभी कभी ये रुलाए


में समझा था तुम हो

तू किया और मांगूं

मेरी ज़िन्दगी में

मेरी आस तुम हो


में समझा था तुम हो

तू किया और मांगूं

मेरी ज़िन्दगी में

मेरी आस तुम हो



 

यह दुनिया नहीं है

मेरे पास तो क्या

मेरा ये भरम था

मेरे पास तुम हो


मगर तुम से सीखे

मोहब्बत भी हो तू

दग़ा कीजियेगा

मुकर जाइयेगा


तेरा हाथ कल तक

मेरे हाथ में था

तेरा दिल धड़कता था

दिल में हमारे


ये मग़रूर आँखें

जो बदली हुई हैं

कभी हम ने इनके

सड़के उतारिये



 

कहीं अब मुलाक़ात

हो जाए हम से

बचा कर नज़र को

गुज़ार जाईयेगा


जीना है तेरे बिना

जीना है तेरे बिना

जीना है अब मुझको तेरे बिना


Meray Pass Tum Ho Lyrics in Hindi


Bhool Jaane ka hunar

Mujhko sikhaate jao

Jaa rahe ho to sabhi naqsh

Mitaatey jao


Chalo rasman hi sahi

Mud ke mujhe dekh to lo

Torte torte taaluq ko

Nibhaatey jao


Kabhi kabhi yeh mujhe sataye

Kabhi kabhi ye rulaye


Kabhi kabhi yeh mujhe sataye

Kabhi kabhi ye rulaye


Faqat mere dil se utar jaiyega

Faqat mere dil se utar jaiyega

Bicharna Mubarak bichar jaiyega


Kabhi kabhi yeh mujhe sataye

Kabhi kabhi ye rulaye


Mein samjha tha tum ho

Tu kiya aur mangun

Meri zindagi mein

Meri aas tum ho


Mein samjha tha tum ho

To kiya aur mangun

Meri zindagi mein

Meri aas tum ho



 

Yeh duniya nahi hai

Mere pass to kiya

Mera ye bharam tha

Mere pass tum ho


Magar tum se seekha

Mohabbat bhi ho tu

Dagha kijiye ga

Mukar jaiye ga


Tera haath kal tak

Mere haath mein tha

Tera dill dhadakta tha

Dil mein hamaare


Ye maghroor aankhein

Jo badli hui hain

Kabhi hum ne inke

Sadqay utaarey


Kaheen ab mulaqaat

Ho jaaye hum se

Bacha kar nazar ko

Guzar jaaiyega


Jeena hai tere binaa

Jeena hai tere binaa

Jeena hai ab mujhko tere bina 

Leave a Reply

Your email address will not be published.